Jo Tum Mere Ho Lyrics.The song is sung by Anuv Jain, and has music by Angad Bahra while Anuv Jain has written the Jo Tum Mere Ho Lyrics.features Farzana Palathingal and Balagopal PB.
Hairaan hoon ki kuch bhi na mangu
Kabhi main, jo tum mere ho
Aisa ho kyun?
Ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho
Jo tum mere ho toh main
Kuch nahi maangoon duniya se
Aur tum ho hi nahi toh main
Jeena nahin chahoon duniya mein
Aur nazron mein mere ik jahan hai
Jahan tu aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi tu aur main hi
Haye..
Aur aaoge aise aaoge
Teri meri kya yeh raahein
Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi jo tum aaye kabhi
Hum toh pyaar se hi maar jayenge
Aur aaoge aise aaoge
Teri meri kya yeh raahein
Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi jo tum aye nahi
Hum toh phir bhi tumhein hi chahenge
Jo tum mere ho toh main
Kuch nahin maangoon duniya se
Pooche yeh tu
Ki tujhmein main kya dekhta hoon?
Jab charo taraf aaj
Kitne hi sare nazaare hain
Jaane na tu khud ko yoon
Na janay kyun?
Nazron se meri yahan
Dekho na khud ko zara
Dekho na dekho na
Zulfon se kaise zulfon se
Teri chupti pyari pyari si
Muskaan hai
Aur nazarein jhuki
Aur nazarein uthi
Toh main kya hi karoon?
Barbaad main
Tere hothon ko tere hothon ko
Jinse rakhti mere pyare pyare
Naam hai
Aur dil ka tere aur dil ka tere
Ab main kya hi kahoon? Kya baat hai
Aur haan dekho yahan
Kaise aayi do dilon ki
Yeh baraat hai
Par kya khula aasmaan
Yaa phir laayi yahan zoro se
Barsaat hai?
Chahein ho chhaye bhi badaal toh
Chahein phir bhi tumhein
Kya, pata tum ko?
Maangoon na kuch aur jo
Tum mere ho
https://www.youtube.com/watch?v=/ilNt2bikxDI
जो तुम मेरे हो LYRICS IN HINDI
हैरान हूँ कि कुछ भी न मांगू
कभी मैं, जो तुम मेरे हो
ऐसा हो क्यों?
कि लगता है हासिल सभी है
जो तुम मेरे हो
जो तुम मेरे हो तो मैं
कुछ नहीं मांगूं दुनिया से
और तुम हो ही नहीं तो मैं
जीना नहीं चाहूं दुनिया में
और नजरों में मेरे एक जहाँ है
जहाँ तू और मैं अब साथ हैं
और वहाँ कोई नहीं, तू और मैं ही
हाय..
और आओगे ऐसे आओगे
तेरी मेरी क्या ये राहें
यूँ जुड़ी हैं?
और राहों में ही जो तुम आए कभी
हम तो प्यार से ही मर जाएंगे
और आओगे ऐसे आओगे
तेरी मेरी क्या ये राहें
यूँ जुड़ी हैं?
और राहों में ही जो तुम आए नहीं
हम तो फिर भी तुम्हें ही चाहेंगे
जो तुम मेरे हो तो मैं
कुछ नहीं मांगूं दुनिया से
पूछे ये तू
कि तुझमें मैं क्या देखता हूँ?
जब चारों तरफ आज
कितने ही सारे नजारे हैं
जाने ना तू खुद को यूँ
ना जाने क्यों?
नजरों से मेरी यहाँ
देखो ना खुद को जरा
देखो ना देखो ना
ज़ुल्फों से कैसे ज़ुल्फों से
तेरी छुपती प्यारी प्यारी सी
मुस्कान है
और नज़रें झुकी
और नज़रें उठी
तो मैं क्या ही करूं?
बर्बाद मैं
तेरे होंठों को तेरे होंठों को
जिनसे रखती मेरे प्यारे प्यारे
नाम हैं
और दिल का तेरे और दिल का तेरे
अब मैं क्या ही कहूं? क्या बात है
और हाँ देखो यहाँ
कैसे आई दो दिलों की
ये बारात है
पर क्या खुला आसमान
या फिर लाई यहाँ ज़ोरों से
बरसात है?
चाहें हो छाए भी बादल तो
चाहें फिर भी तुम्हें
क्या, पता तुमको?
मांगूं ना कुछ और जो
तुम मेरे हो
Written by:
Anuv Jain